2025 Mein paise ko invest kaise karein maximum profit earn karne k liye.
Introduction - Jada tar log paise kamate hai , lekin usse showoff or emi k liye uda dete hai
Save nahi karte hai . Phelay mai bhi asa hi karti thi ki salary ya pocket money aae
nahi ki usai kharch karna start kar deti thi
Lekin jab se mene inveting ka concept samjha tab se realise hua ki paise ko kaam pe
Lagana bhi ek skill hai
1. Phelay Apka risk ka level kya hai wo smjhye -
Har kisi k liye maximum profit ka matlab alag alag hota hai
Aap beginner hai , safe player hai ya aggressive investor
phelay ye decide kijiye.
2. Best invetment options in 2025 -
Index fund (sip) - 10 -12 % (Return) Low (Risk)
Mutual Fund - 12- 15 % (Return) Medium (Risk)
Stocks - 15- 25+ % (Return) High (Risk)
Gold Bonds - 7-8 % (Return) Very Low (Risk)
3. Kab or kitna paisa invest kare -
Start kare Rs - 500 ki (SIP) se har month
Apne salary ka 20 % invest kijiye
Delay mat kijiye Aaj se hi start kijiye
4.Investing ke tools jo main use karti huu -
Groww - SIP k liye best hai
Zerodha - Stocks ke liye best hai
ET money - Portfolio tracking k liye best hai
5. Galtiyan jo avoid karni chaiye -
FOMO mai aa kar investment mat kijiye
Har jagah paisa ko mat daliye apne paise ko diversify kijiye
Loan leke kavi bhi investment mat kijiye
Conclusion - Paise ko invest karna ek skill hai or apko maza tab aayega jab aap dekhenge ki paisa
Paisa kama raha hai chahe wo paisa 100, ho ya 10000 so isly aaj se hi start kijiye
Ase or information k liye follow jarur kijiye or youtube pe bhi subscribe kijiye .
Comments
Post a Comment